abbu

emiway bantai

aaj main jo kuch bhi hoon

sabki wajah mere abbu

sabse pyara aur sabse alag tu

boht pyar tujhse lekin parantu

nahi karta vyakt kyun ki khud main magan hoon

dikhata hu aisa lekin dharti gagan tu

kash kar pata undo kyun ki life meri jhando

jaisa karta pehle baat ab bilkul vaisa nahi hai

papa khush mere aisa kuch shot nahi hai

jo galat hai woh sahi hai

jo sahi hai woh nahi hai

jo nahi hai woh nahi leta our kitna chahye tujhe

parshaniyan har baat pe dheyaan diya

mujhe tune geyaan diya han tujhko maan liya

tuhi dost tuhi pyar tuhi baap

tuhi woh mujhe jo banna hai

tu meri zinagi ka wo aik kitaab hai

jiska maine parhna har aik paana hai

main baap banna chahta hoon

main baap banna chahta hoon

main baap banna chahta

tere jaisa

tere jaisa

ankhein naam hoti meri jab dekhu

main tere chehre ko

chehre pe tere udasi toh takleef hai mereko

par kyun hum main tujhse kehna chahta hu rehne do

bas karo abbu aaj mujhe kuch kehne do

suno! samjh geya halat ko tere

zindagi main tere par tere

zimmedari ko leke chale tu savere

kaam pe nahi jeeta tu aram se nikal chuka hai

dhyaan se tere kaise jeeta khud ke liye

khud se liye tune itne saare bojh

tu bhi karna chahta maujh tu bhi ghumna chahta roz

mehengi car mein par yaad mein ghume tere

woh baatein jo batein tujhe jeene se rokke

haan peene se rokke mehnge drinks

there's no fling there's no bling there's no ring

sirf aik normal sa shirt khudke liye kam kharch

paleekis khata peeta our jeeta jaisa khush hai

tere liye hu kharha gam baata kar tu mujhse

main baap banna chahta hoon

main baap banna chahta hoon

main baap banna chahta

tere jaisa

tere jaisa

abbu chahta hu main sirf teri khushi

phir se lana chahta hu main teri wo hansi

jo hansi boht pehle thi par ab nahi

han mera abbu ab bhi young pucho kon fasi kon-kon

boht hard boht billa jo main kharha akela

abbu bole main pichhe tere beta tu kar bismillah

shukar allah jo mile mujhe tum wallah-wallah

tune samjhaya kiya asli kiya nalla

tere raste pe chala jaisa som sai allah

mere sath do is kam pe nahi ghumna chahta vella

kyun ki wella tha main pehle boht

nahi samjhata tha main chot

mehnat ki han mere abu ne boht mehnat ki

itne se itna hua sab kuch dilaya

main giraa pada tha usne uthna sikhaaya

haan! main aya is duniya main banna chahta tera saya

tune boht hai kamaya bari ab mera hai aaya

main baap banna chahta hoon

main baap banna chahta hoon

main baap banna chahta

tere jaisa

tere jaisa

main baap banna chahta hoon

main baap banna chahta hoon

main baap banna chahta

tere jaisa

Full Lyrics: abbu - emiway bantai