ae wadi shehzadi
Singer:bollywood
ae wadi shehzadi bolo kaisi ho?
kya ab bhi wahan seher shikara karte hai?
chaar chinar pe waqt guzara karte hain
kya ab bhi woh jheel barf ho jaati hai?
jispe bachche khel khilara karrte hai
ae wadi shehzadi bolo kaisi ho?
ae wadi shehzadi bolo kaisi ho?
ae wadi shehzadi bolo kaisi ho?
bin tere khaali hoon main
bin tere khaali hoon main
ae wadi shehzadi bolo kaisi ho?
ya garmi ki narm dopehari hoti ho
shaam ka sooraj dhalta hai
kacche ghar ki chhat pe thehri hoti ho
ae wadi shehzadi bolo kaisi ho?
ae wadi shehzadi apni kya likhun?
har pal teri yaad sataati rehti hai
aati jaati har ek saans yeh kehti hai
jaan ka kya aati jaati rehti hai
ek din tumse milne wapas aaunga
kya hai dil mein sab kuch tumhe bataunga
kuch barso se toot gaya hoon
kuch barso se toot gaya hoon