allah hoo allah

bollywood

maange sada tere hi dar se dua

ho maange sada tere hi dar se dua

tu jo sune na mera ye dard

toh kisko sunaunga main

khali utha tere dar se jo main

toh phir kon se dar pe jaunga main

allah!

karbe karbala madade sallalah

haq allah

ya allah hoo allah hoo

aap rasule khuda

aap habibe khuda

aap nabie mustafa

ya rasullalah. ya rasullalah

ya rasullalah. ya rasullalah

aap rasule khuda

aap habibe khuda

aap nabie mustafa

ya rasullulah ya rasullalah

khaare khaare aankhon se aansu bahe

ruh dade gham aap se na toh kis se kahein

khaare khaare aankhon se aansu bahe

ruh dade gham aap se na toh kis se kahein

karbe karbala madade sallalah

haq allah

ya allah hoo allah hoo

aap rasule khuda

aap habibe khuda

aap nabie mustafa

ya rasullalah. ya rasullalah

ya rasullalah. ya rasullalah

sallallah hoo alayi hi wasallam

sallalah hoo alayi hi wasallam

sallalah hoo alayi hi wasalam

sallalah hoo alayi hi wasalam

khaali khaali dayaron ko haasil hui

andhere ghar mein roshni daakhil hui

khaali khaali dayaron ko haasil hui

andhere ghar mein roshni daakhil hui

gunaahgaar apne gunahon naadim huve

tab zindagi jeene ke qaabil hui

sooraj ka rukna chaand ka tootna

aap ki hi ishaare pe

ya rasullalah

aap rasule khuda

aap habibe khuda

aap nabie mustafa

ya rasullalah. ya rasullalah

ya rasullalah. ya rasullalah

dur-o-do paak dur-o-do salaam padhte hain

gunaahgaar hain fariyaad aap se karte hain

daraarein dil ki dayaron pe padh gayi hain maula

aap ki zaat se ummeed gulaam karte hain

hain. aap hain allah ke pyaar ya rasulallah

aap na shar te sahaare ya rasulallah

aap kaali kamli waale ya rasulallah

aap hain rab ke dulaare ya rasulallah

ya rasulallah. ya rasulallah

rasulallah. nabi-e-paak rasulallah

nabi-e-paak rasulallah

Full Lyrics: allah hoo allah - bollywood