thanda kuch nahi sab garam hi garam hai
o ho. ab karo d-cypher bhai!
khada hoon kaise main yahan pe
tujhko chahiye saboot kya
yaqeen tumko na par aage aaya main yakeen se
laakh nafratein hon saath maa ka pyaar hai
hansi hai uski jeet meri kaise jaau haar main
kaat lo zubaan aansuon se gaaunga
beej hoon main ped ban hi jaunga
dil tha toota tab hip-hop mere saath tha
haan raat ka hi haath tha
sun rahe jo mujhko beshumaar pyaar unse
par main khud bana hoon tumse
gaur karlo meri baaton pe tum dhyan do
chilaao zor se uthao apne haath tum
asli hip-hop se milayein hindustan ko
asli hip-hop se milayein hindustan ko
asli hip-hop se milayein hindustan ko