bollywood
hum the kahaan na
yaad kar
phir se mujhe izaad kar
khol de na mujhe
azaad kar
azaad kar. har ek tabaahi se
saare ujaalon se
mujhko juloshon ki
saari mashalon se
saari haqikat se
saari kamaalon se
mujhko yaqeen se tu
saare sawaalon se
azaad kar. naa tu hukam dena
naa mujhse kar fariyad
mujhko gunaaho se
maafi se kar azaad
azaad kar. azaad kar. azaad kar. hum the kahan na
phir se mujhe ijaad kar
azaad kar.