jaali jaali is dhandhe mein
khaali khaali bandookon mein
ho iss dhandhe ka yehi sikander
duaa salaam kamaaya hai maine
haan ye mukaam banaya hai maine
bade badon ko rulaya hai maine
dekho dekho dekho dekho. aaya
bharna padega re padega re
tera karega re karega hisaab
haan. bol bol. chhote kismat pe bharosa hai na
phir bhi table pe parosa hai na
ghoda tujhe dhokha de toh locha hai na
tension me lagta hai tu sota hai na
bandook ki nalli thandi hai
yamraaj bada ghamandi hai
baari baari karte knock hai
revolver ko khopdi pe daalkar sawaal kar
jaan se bachega toh saal bhar bawaal kar
jo bhi paaya jo bhi khoya
dekh kitna dum meri baat me
duaa salaam kamaaya hai maine
haan ye mukaam banaya hai maine
bade badon ko rulaya hai maine
dekho dekho dekho dekho. aaya!
bharna padega re padega re
tera karega re karega hisaab