paagal pachtaayega tu aur kya
aur kya. pyaar mohabbat bewaqoofi
ye kyun mile vaadein farzi jaali
ye kyun mili raatein dardon waali
ye kyun aankhon mein hai laali
ye kyun mili neendein kaali kaali
chhoota kyun rang rooh ka
chhoota is tarah. pyaar mohabbat bewaqoofi
yun to nahi mere hisse mein tu
phir kyun mere saare qisse mein tu
ye kyun huve hum khaali khaali
ye kyun hui doori meelon waali
toota. tera mera saath kyun
rootha. mera saaya. chhoota. haathon se wo haath kyun
chhoota. kyun bataa. pyaar mohabbat bewaqoofi