chalte rehne ka kaun roka
gaddaaron se bhara hai duniya humara
beta abhi se nahi bacha mera kisi pe bharosa
chalte rehne ka kaun roka
gaddaron se bhara hai duniya humaara
beta abhi se nai bacha mera kisi pe bharosa
abhi se nai bacha mera kisi pe bharosa
tere andhar wale hi sadte rehte
tere pehle kuch bhi kehle
duniya mei aya hu ache rehne
kaam karna hu sabse hatke
chalte rehne ka kaun roka
gaddaaron se bhara hai duniya humara
beta abhi se nahi bacha mera kisi pe bharosa
chalte rehne ka kaun roka
gaddaron se bhara hai duniya humaara
beta abhi se nai bacha mera kisi pe bharosa
magajmari zyada palne ka nai
aise toh cheeze hoti rehti beta sekhle
abse hoshiyar khabardaar jo nazdeek hai
kutta lelu main toh wafadar
aur live your life decent
firse shot koi dega toh bhai tera 50cent
har din kam kia na manaya kabhi weekend
please end this topic mujhe aur baat nahi karna
galti ka hisab chukta iss duniya mein bharna
darte kaayar hai band karde tu darna
jeena yahan shaan se imaandaar rehke marna
chalte rehne ka kaun roka
gaddaaron se bhara hai duniya humara
beta abhi se nahi bacha mera kisi pe bharosa
chalte rehne ka kaun roka
gaddaron se bhara hai duniya humaara
beta abhi se nai bacha mera kisi pe bharosa