billal (intro)

Singer:emiway bantai

log chidte hai mujhse main gaane gata hun

aur asli naam rakha billal

par mujhe pata hai ki khuda ko

dekhne ke raste pe nahin hu filhal

filhal iss duniya se ladra hun ladne de

jo paana chahta hu hasil to karne de

fir jo krunga khuda khud bolega

waah kya kiya kamaal

tauba tauba badi baat nahin

badi badi meri soch hai

tere jaise salah dene wale milte roz hai

haan roz main yeh soch leke karta hun kaam

aaj nahin toh kal pehchanoge mera naam

par main naam bada karne nahin kaam badhane aaya hun

kisko kya karna hai jeeke sikhaya

jhukaya sar neeche dhyan manzil ke aur

mehnat mera haan macha dega shor

aaj main bore lagunga kyuki batein kathore

jo na samjhe baton ko unko main karta ignore

teri aur chale aayegi mehbooba bade pyaar se

kaamyabi payega jab mulakat kare har se

bahar se dikhta hu pyara ya fir dikhta chomu

andar mein mere jhanka kya

kya sachi mein main kon hun

tera sonu tera monu nahin khuda ka ek banda hun

mujhe pata hai main bahut zyada ganda hun

andha hun jaanke bhi anjaan main ban raha hun

itna hai leta nahin balboote chalra hu khudke

jhuk ke zara jhuk ke chalo raste kharab hai

sambhalke jhuk ke raste kharab hai

raste pe kankad

patthar

kanch

takleef mushkil

pareshaniya nahin hai

raste pe main hu. hahahaha

maloom hai na

main hun woh hu jo hu main

slow hun slow hu slow hu main

mera kash leke dekh

ek nahin do hun do hun main

Lyric Context: billal (intro) - emiway bantai