na main launda ameer ghar ka
baatein main sadak ki likhta
bin wajah ki takleefe har waqt sehta
phir bhi hu main sanskari
sadak pe reh ke seekha maine
yaaron raat ko signal pe sota hu
mumbai ki dadagiri phukkad bhadakte hum pe
phir bhi chhoda na daudaaya bola daaru
la kyun pala pada tera sadak se
bhatke toh lete jhadap mein
dekhein tu boht galat kiya toone
boht hard tha physics aur math pass karna
wata diya padhai shuru kiya panne ko bharna
item bhi pareshan boli chat toh tu karna"