Singer:bollywood
wo o wo o o o
wo o wo o o ho
maine chhaani ishq ki gali
bas teri aahatein mili
maine chaaha chaahoon na tujhe
par meri ek na chali
ishq mein nigaahon ko
milti hain baarishein
phir bhi kyun kar raha
dil teri khwaahishein
dil meri na sune
dil ki main na sunu
dil ka main kya karu
laaya kahaan mujhko yeh moh tera
raatein na ab meri
na mera savera
jaan lega meri yeh ishq mera
dil toh hain dil ka kya
gustaakh hain yeh
darta nahi paagal
be-baak hain ye
hain raqeeb khud ka hi
ittefaq hain yeh