alfaaz jo mausiqui mein ghul jaayein
ik taar ki hum taar ban tharrayein
dooba dooba re khumaar mein
khoya khoya tere pyaar mein
aur khwahishein teri ho sun
ho neend meri loriyan ho teri
ho kyun na hum ik khwab ban jaayein
dhoop tu aur chhaaon main
ehsaas ye jazbaaton se mil jaaye
phirte rahein bas yunhi hum bharmaye
dooba dooba re khumaar mein
khoya khoya tere pyaar mein