akhiyon se dariya beh gaya haaye
khwab woh adhoora reh gaya
jag bhi paraya ho gaya haaye
teri duniya mujhe ab na gawara hai
par tu hasdi reh bas yehi sahara hai
mohabbat ho gayi thi dono ko
mera yeh ishq tha do tarfa
mohabbat ho gayi thi dono ko
mera yeh ishq tha do tarfa
aa. naa. ho chand bhi rootha
chalo rab di ae je manzoori
lakhan si main mannatan mangiyan
yehi kismat thi deewane ki
mohabbat ho gayi thi dono ko
mera yeh ishq tha do tarfa
mohabbat ho gayi thi dono ko
mera yeh ishq tha do tarfa
mohabbat. mohabbat ho gayi thi.