ek tarfa reprise

darshan raval

ankhiyon se dariya beh gaya

haaye

khwaab wo adhura reh gaya

baarishon ke mausam me hi haaye

alvida mujhe wo keh gaya

deewana tha

deewana hoon

rahunga bhi

wo hai meri

main duniya se kahunga bhi

mohabbat ho gayi thi dono ko

ek arsa ho gaya

mera yeh ishq tha do tarfa

ab ek tarfa ho gaya

mohabbat ho gayi thi dono ko

ek arsa ho gaya

mera yeh ishq tha do tarfa

ab ek tarfa ho gaya

zikr tumhara karta nahi hoon

chahe ab mehfil mein

fikr kari naa tu ajj vi aae zinda

toote hue iss dil mein

iss duniya ki iss bheed me

kahi kho naa jaau main

darr lagta hai kisi aur ka

kahi ho naa jaau main

tu khush hai chahe bahaaron mein

tu naa tha mere sitaaron mein

use dekhe huye bhi yaaro

ek arsa ho gaya

mera yeh ishq tha do tarfa

ab ek tarfa ho gaya

mohabbat ho gayi thi dono ko

ek arsa ho gaya

mera yeh ishq tha do tarfa

ab ek tarfa ho gaya

aaa.

Full Lyrics: ek tarfa reprise - darshan raval