giraftaar

emiway bantai

abe ye bachkane

ye sab na main chauthi mein karta tha

raftaar marva ke maanega

raftaar marva ke maanega

raa

sachha musalmaan hai to jhooth nahi bolega

jaat pe kahan ja raha baba?

apun insaan hai

sunn

abe sachha musalmaan nahi sachha insaan hoon

tere khote soch pe dene aayela gyaan hoon

video mein helicopter

chhote main vimaan hoon

chakkar aajayega khimaam wala paan hoon

raa

khana khilaya na? paisa le

studio kiraya bhara tha na? paisa le

mujhe tune show pe gawaya na? paisa de

main fokat mein aaya tha

abe chhote soch waale tera muh kaala

bantai se bhid gaya samjha kya laala

tu paise kamaane ke piche tha paagal

hip-hop ko chhote humne samhaala

tu tutela taala

tu khulela naala

jhoothi teri boli

tera kaam bhari zaala

bantai hatela hai samjha kya laala?

tu nakli savera

main sachha ujaala

yahan tera kaam hi nahi hai

underground music mein tera naam hi nahi hai

tu fokat dikhawa karta hai chhote

hip-hop mein tere ko salaam hi nahi hai

khuda hafiz hai

mil wapis se

o mere laal

samajh nahi aaya to samajh mein aayega

aage kya gaayega aur kya batayega

mere hi flow mein tu mere ko samjhayega

sadak gaana chhote pahle se bana tha

tune mujhe pucha saath mein banayega kya?

chaar line ha tune likha tha par pura gaana chhote maine banaya kya?

phone pe baat kiya tha

recharge karayega kya?

paisa

paisa

paise ko khayega kya?

paise ko khayega? kitna khata bhai tu ae ek peti

do peti kitni peti khata hai tu?

khilao isko

divine aur naezy par picture bani hai

lekin teri picture main'ich banaunga

tu to gully boy mein nahi hai chhote

picture se pahle main sabko bataunga

kaun asli

kaun nakli

kaun chikki

kaun chakli

rap game hai bhai ye mazaak nahi hai

tere baat mein koi baat nahi hai chhote

tere baat mein aawaz nahi hai kya

mere jaise pagal rapper ka ilaaj nahi hai

aaj nahi hai kal hai mera

safal hai mera

mujhe khud pe bharosa akal hai mera

sheikh chilli gaane mein tu to nakal hai mera

ha pakad le mera

flow

raftaar dekho hua slow

giraftaar hua mera bro

chal ae bachkaane mat roo

mujhse panga liya sehna padega

aade lega mujhse mehanga padega

rapping ke maamle mein pagal sa rapper hoon

ye bata tu mujhse kab tak sadega?

tu jab tak sadega

main tab tak ladega

main thak thak karega

dil dhak dhak karega

aur mere hi khauf mein har jagah jaake tu mere hi baare mein bak bak karega

tu bak-bak karega

tu bak-bak karega

tu bak-bak karega

bak-bak karega tu

bhakk

phir se aake main thak-thak karega

chilla ke gaane ka har kisi ka bas ka nahi

hard hoon chhote tere jaisa maska nahi

8 saal bada phir bhi main thasta nahi

hip-hop humara hai tere liye rasta nahi

humlog ka hip-hop hai bantai kahan se ghus raha tu beech mein?

pehhle tha kya idhar tu? jaa na wahan naach na chhote

hashtag-sadak se pehle sadak remix record hua

saath mein gaana nikalega bolke

mere sath bhalte mein ye wala fraud hua

saaf dikhta hai ye upar se mooli

shoot hoga bol ke bohot diya tulli

sign karna chahta tha mere ko tu

isliye phone karke bulaya delhi

baagad ke billi

sheikh chilli shaana hai

ek saal hua bata kahana pe gaana hai?

jawab de logo ko

log puch rahe hai hashtag-sadak remix kahan hai?

yahi asli shot hai bantai public

aur tu ek din mere sath party machayega

lekin paisa main laayega warna agli baar tu phir se ginayega

raftaar

raftaar hua giraftaar

rappers ko topa pehnane ka sanskaar

band kar

sidha sound kam kar

maine jo bhi kiya chhote kiya khud ke dum par

panchar

fatele tyre

kateli wire

tu dillin nair

toh main pakka fire

poora lanka fire

bahoot faad hoon main

aag hoon main

organic banda hoon main

jhaad hoon main

bohot hard

bohot hard kya?

bohot hard

bohot hard kya?

agla gaana apna bohot hard aa raha hai theek hai?

apun diss wiss mein nahi atkela rahta apun sachhayi mein busy hai

agle shoot pe chalti hai puclic

naacho

chal ae public

hard hai

hard hai

bhai bohot hard hai

bohot hard

bohot hard kya?