gudgudi

Singer:bollywood

sach batao ammi itne paise kahan se aaye

aa gaye na kahin se bhi

main nahi le sakti

return kar aao

pagal hai tu

zindagi na cheezein hai

jo na main tujhe de paayi hoon

na de paaungi

tujhe hanste huye dekhne ki

khushi mujhse na chheen

yeh dekh duniya kitni badi aur

hamara baroda kitna chhota

yeh! yeh baroda hai

abhi abhi aankhon ne seekha matakna

abhi abhi daanton ne seekha chamakna

lagta hai jaise abhi abhi is dil ne

seekha dil se hansna

abhi abhi baalon ne seekha hai khulna

abhi abhi dhagon ne seekha hai khulna

lagta hai jaise abhi abhi is dil ne

seekha dil se hansna

hey!

gudgudi

gudgudi

karne lagi sabziyan

gudgudi

gudgudi

karne lagi rotiyan

gudgudi

gudgudi

karne laga hai har nazara

gudgudi

gudgudi

karne lagi khidkiyan

gudgudi

gudgudi

karne lagi kursiyan

gudgudi

gudgudi

karne laga hai har nazara

aa.