baazar mein jo chizein aaj mehangi hain mujhse far hain
panauti chanauti banke mujhpe sawar hai
deewar hi deewar hai
darar hi darar hai
kaamyabi farar hai
haan sab kuch bekar hai
zindagi mein
har ek cheez mein meri dikkat hai
batting karne milti hai toh pehli ball pe wicket hai
ticket hai kya
tere pas puchta hai tc
jis din main ticket liye bina karun travel aisi
jhand wali halaton ko leke main chala hun thoda bhandu
fir phi garmi me tujhe main thand ka maza dun kya. jhand hai. jhand hai. jhand hai. zindagi. toh jhand hai. school ke samay me main deemag se thoda paplu tha
aur thoda sa zyada kala mota golu thoda bablu tha
gablu tha main hight mein aur koi bhi aake fight de ke chal deta tha
bol ke main bal dikhata
raod gill hai
chote shood billa hai
takleef itni badi jitna godjilla hai
mere andar ka ruh hona chahta rubaru
upar waley se hath jodkar cheenkh ke unse main puchu
safalta milti sabko hai
fafalta sirf main kyun
pareshan bat-ti sabme fir bhi fansta main hun
kyun. kyun. kyun. suna ra tum logon ko dastan ye
takleefon se bhara yeh rasta ye
chehre pe bhot bade wali hansi
gham ko chupane ka naqab tha yeh
jhand hai. jhand hai. jhand hai. zindagi. toh jhand hai. sath jo hai deta woh bigadta halaat ko
raat ko na so saka kyun ki. main meri baat ko
likh raha tha kagaz ke panno pe
kano mein aawazein sunai deti thi tum kuch banoge
wo hi ek soch soch jo le ke chala roz roz kandhe pe mere bojh bojh