kaam 25 hai mat dikha batteese
mar jayega galti se gayab tu dharti se
chalta yeh sher bole apne hi marzi se
sabse zyada paisa kyun hai
waise wala paisa kyun hai
yeh kaat'te yeh bhaunkte nahi
yeh thokte yeh daudte nahi
yahan pe naam kaam karta hai
mera star bahut halka hai
agar tu zinda phir jee le na beta
bambai shehar chillum taiyar hai
chhaati hai chaudi kyunki
bambai har saans mein hai
darna kis'se jab samundar bhi sath mein hai
shooter sab shark se hain
aaya rakh se tu jayega bhi rakh mein
hoon shatir wohi town mein
kaam mein lagao agar sahi sa amount hai
khilane wale hath ko nahi kaatne ka
milane wale hath ko nahi chaatne ka
teri hai thaali to apne mein khaane ka
apni harkaton ko doosron mein baantne ka
yeh bambai wali rule chhote cool
chhote class aane ke liye
thoda padhna padta school
chhote number one hai rule
chhote baap hota baap aur