aye khatam nahi hua chu****
aye what up kya bolte sab log
emiway bentai maloom hai na
emiway ka scene change kar dunga
main russ copy karta hoon
abey main inspiration leta hoon
russ sab artist ko dekhta hoon
tere jaise nalle paav ko dekh ke
aur bolta hai raftaar ko pehle sunta tha
abey line samajh meri jaan
2014 mein hi tere ko diss kar diya tha main
kyunki tu bohat nakli ban raha tha tabhi se
main pehle se famous tha shyaane
tu kya mera chhote scene change karega
tu bass bada dikhana chahta hai
hum jaison ko tu dabana chahta hai
lekin mere paas tere liye
upar se shabdon ka chaata hai
hehehe. band kitab hoon aaj bhi raaz main
maine godi mein raftaar uchaala
mi bhiday la ek tach zaala
akela maine poora scene bana dala
tere jaise chane ko sane bana dala
hip hop mein aa raha tha bhag bhaga dala
raftaar ke bantai ne et bhaga dala*
hip hop mein aa raha tha bhag bhaga dala
raftaar ke bantai ne et bhaga dala*
hip hop mein aa raha tha bhagg
main mobile ka zamana aur
tune bola tune mera kaam banaya
yeh bata kya raftaar mera manager hai
tune mujhe manj musik se milaya
par wajah beta kuch aur tha
bharosa nahi hota toh chhote
peg gaana unka saamne se call tha
label se aa raha mera gaana
teri jali jali jali. khush hoon main
tujhe dekh ke karun main khalibali
tere paas kuch bolne ko hai hi nahi
toh mere career ka struggle dikha raha hai
aaj dekh main kahan par hoon
emiway emiway har jagah chha raha hai
haan pehle nahi hote thhe paise
haan paida nahi huaa tha main rapper
haan sabkuch main sikhta hoon aaya
aaj bhi seekh hi raha hoon yaha par
pehle ek saal mein aate the 100 views
aaj ek din mein 2 million paar hai
tu toh ashleel gaane banata tha
khokhe mein kamaata bhai tu
lekin main kya karunga pata hai
har ek gaana mera killer bana dunga
zyada jalunga toh khudko jala dunga
competition na kar phat se hara dunga
usey sunke huaa main taiyaar
angrezi mein tezi se gaaun ab
maine kaha tujhe sun ke main hua taiyar
ye bataane raftaar main tez hoon toofan se
kya. mangalyam tantunanena mama jeevana hetuna
rappin mein jo bhi aade fatafat ke main de dun na
naya gana leke aaya hoon main le sun
khaana khaaye bina main khata medicine
mere raste ke beech mein jo adchan bane
toh kal ke newspaper mein
sin wali khabar chapegi teri
mere gaane sunke log bolenge
kuch toh seekho mujhse mujhse
ikk laafe pe seedha behra
jab padegi teri phat ke haath mein
bina bole kuch tujhe karun barbad main
baad mein saath mein tujhko bitha ke
jo bhi gila shikwa hai usko mita ke
hata ke tere kaano ke pardo pe cheekhu main