khoya ujaala

bollywood

rootha rootha hai yeh dil bhi humara

hai rootha har nazara

kyun toota toota hai woh chaand humara

hai toota har sitaara

kyun andhere chhaaye

yun phehlaake baanhein

kyun hum ladkhadaayein

phir bhi chalte chalte rahein

kyun kadamon mein aaye

yun apne hi saaye

kyun hum bharmaaye

dil ke kise kise kahein

khoya ujaala

khoya ujaala

humein rukna na aaye

khoya ujaala

hum chalte chalte rahein

khoya ujaala

bheega bheega sa ek khwaab humara

palkon ka kinara

ruka ruka sa yeh paanv humara

khud ka hi sahara

yeh kuchh lamhe aaye jeena shikhaaye

dil na ghabraaye yun hi chalte chalte rahein

jab waqt jhukaaye jhukna na aaye

dil ko samjhaaye yun hi chalte chalte rahein

khoya ujaala

khoya ujaala

humein rukna na aaye

khoya ujaala

ek nanha sitara kahin

toota toot ke yeh keh gaya

chalte hi rehna chalna hi toh hai jeena

khoya ujaala

khoya ujaala

humein rukna na aaye

khoya ujaala

hum chalte chalte rahein

khoya ujaala