kya se kya ho gaya

Singer:raghav

ahhh

ohhhh

usne kahaa

tu hi mera dil meri jaan ve

sab kuchh tera

meri manzil wahin jahaan tu ruke

kaise huaa

ek shamma ke hum parwane bane

kya ho gaya

tinke ki tarah yun beh nikle

raaton baaton baaton mein

neendo ko chooraya

din ke ujiyare mein

maine dil haara

ooska bankar sub kuchh kho kar

kuch nahi paya

haay.! ye kya ho gaya dil ko chura kar

apna banakar

ohh hoho

kya se kya ho gaya

mujhko sata kar

sudh budh gawaa kar

kya se kya ho gaya

ahhh

ohhh

yeah

hahhh

ohhh

main toh doob gaya

unn sagar jaisi aankhon mein

yonhi kho gaya uski bhool bhulaiyan baaton mein

laakhon hai ye taare aasmaan mein

tujh pe dil haare sabhi khoke

raaton baaton baaton mein

neendo koi churaya

din ke ujiyare mein

maine dil haara

uska bankar sub kuchh kho kar

kuch nahi paya

haay.! ye kya ho gaya

dil ko chura kar

apna bana kar

ohh hoho

kya se kya ho gaya

mujhko sata kar

sudh budh gawaa kar

kya se kya ho gaya

dil ko chura kar

apna bana kar

ohh hoho

kya se kya ho gaya

mujhko sata kar

sudh budh gawaa kar

kya se kya ho gaya

ahhh

ohhhhh

ahhhh

ohhh

ahhhh

ohhh

kya se kya ho gaya

kya se kya ho gayaa

hooo heyy!

Lyric Context: kya se kya ho gaya - raghav