har samay kaam ke baare mainn socho
na main karun waste mera time
na main karun waste mera time
keemato ke mamle main bada bhi toh karo
mei toh zara bhi nai socha tha
yes rappers mujhe tease nahi karna
sabke liye acha socha dil mera
kabhi nahi socha tha main itna bada sarphira
izzat milegi lekin tu mat gira
agar jalan mehsoos toh fir khaleneka jaljeera
andar chupa hai jo usko nikal
tu hi janega tera agla chaal
kab tak jawab dega sabke sawaalo ka
galti karega toh khulla halaal hoga
meri fikar na kar ha main kama lunga
izzat hai paise se upar woh launga
arey alte main bhalte main
sab shane khadele koi nai deta tali
ha tere se beta woh nai patne wali
toh samay kyu khota karra be mawali
gharwalo se kharela gaali
izzat ki maa ki aankh nak main bhi baali
jeb main hai note wo bhi hai jaali
kya kare court sunvaai hai jari
bhola pakka haripatti kacchi supari
nakhre toh bachpan se bhari
malik ka main bhi abhaari
ass pass wale lekin kare magajmari
toh fir kyu toh mara mari wale baat pe fasele
mein toh baat bhi na karu
azaad insan kisi baat na daru
khuda se khush main toh karu
kaam karo bina liye koi sahara
dubara bubaar dubara tu busciut dubara
2020 hai apun firse machayega
na main karun waste mera time
na main karun waste mera time