main kaun hoon
Singer:bollywood
koi yeh bata de main hoon kahaan
sahi hai ke nahi meri yeh dagar
loon ke nahi main apna ye safar
main chand hoon ya daag hoon
main raakh hoon ya aag hoon
main boond hoon ya hoon lehar
main hoon sukoon ya hoon kehar
koi ye bata de main kaun hoon?
kisko raahon mein dhoondun
main chaand hoon ya daag hoon
main raakh hoon ya aag hoon
main boond hoon ya hoon lehar
main hoon sukoon ya hoon kehar
main sach kahun ya chup rahun
dil khol doon ya tod doon
main hadd karun ya bass karun
main zidd karun ya chhod doon
main chaand hoon ya daag hoon
main raakh hoon ya aag hoon
main boond hoon ya hoon lehar
main hoon sukoon ya hoon kehar