char jan jab karein ge teri burai
tu beta macha raha hai tabahi
toh nazrein karde microfi
door se bhai han ghorte jaye haan door se
khota ghamand ane mat dena beta tu bhool se
upar se hun khatrilabut andr se hum foolte
sab ke liye main ne jo jo kiya sab woh bhool gaye
main hoon wo hoon jo hu mein
main hoon wo hoon jo hu mein
main hoon wo hoon jo hu mein
iss baat se main anjaan hun
sath usi ne chora jis ne bola jaan tu
waade na karna ab se kyun ke barkan tu
mzak ki zindagi hai ao dekho cartoon
hanslon meri halat pe har aik baat pe
fir na kahoo ga jis ko ake sath de
bivi mere sath hai jo 7 sal
jis ke sath bitaye sath main
sath main nahi wo bhi yaad main hai mere
jis ke sath rishtein mere hone lage
aik sath dekhna main charha do do cherhe
galat hu main nahi smjho ge tum halat meri
kia karu wohi ho raha hai jo likha hai naseeb main
galat dikhta hu main is bhari si bher mein
khota na bajna mujhse manzil ke kareeb main
jo nech hai main un ke liye boht zyada nech main
main hoon wo hoon jo hu mein
main hoon wo hoon jo hu mein
main hoon wo hoon jo hu mein