meri kahani
Singer:atif aslam
jhula jhulaiy ye panghat nadiya kinare
hawa ke sang mujhko bhi tu dikhana
apne rang suno mere dil janiya
kahani mani ek din mere sang ye jahan tha
tan mera kuch aur tera bhi arma
janey dil main kia kuch ye basa tha
jhula jhulaiy ye panghat nadiya kinare
hawa ke sang mujhko bhi tu dikhana
apne rang tera mera galiyon main ye phirna
phirtay phirtay raton ko ye thakna
thak ke nani ki godi main sona
pariyon ke dais ja ke na ana
koi fikar the na koi bahana
mutthe main tha jaisay zamana
kache zaban main wo geet gana
naiy khelonay sab ko dikhana
mang liya zindagi se zaiyada
chin gaya wo jis ne kiya wada
kon laiy wo pal jo suhanay
betay thay jo wo guzray zamanay