nazarbattu

Singer:bollywood

thodi meethi

thodi teekhi

pind mein ladki aa gayi hai

haaye re taube mach gaye hain

sabki latki subah

tujhe aankhon mein bharne ke liye

kar rahe jagraate

tere husn ke kitne charche hain

sansani khabar yahaan

chale naa jaadu kaala

tone par langar daala

ghus gaye saare dekho tantar-mantar

nazarbattu main tera bana

haan main tera bana

oye main tera bana

haan haan main tera bana

nazarbattu. buri nazron ka pehra bana

haan main pehra bana

oye main pehra bana

haan haan main pehra bana

nazarbattu. thodi khalbali

thodi chulbuli

aafat ki pudiya ye oye

adaa nasheeli dekh ke

kitno ka paara chadha

tu door rahe bure saaye se

khud baandhe kaale dhaage

itr ki mehak se teri

badla badla mera jahaan

chale naa jaadu kaala

tone par langar daala

ghus gaye saare dekho tantar-mantar

nazarbattu main tera bana

haan main tera bana

oye main tera bana

haan haan main tera bana

nazarbattu. buri nazron ka pehra bana

haan main pehra bana

oye main pehra bana

haan haan main pehra bana

nazarbattu. rrrrr. aaha

wegu wegu oolala le. uhuhu. heer

juliet

sahiba sab ne daala tha khana

ranjha

mirza

romeo inka likha tha baste jaana

aashiq bhola bhala kahaniyon kisson ne maana

nazarbattu main tera bana

haan main tera bana

oye main tera bana

haan haan main tera bana

nazarbattu. buri nazron ka pehra bana

haan main pehra bana

oye main pehra bana

haan haan main pehra bana

nazarbattu.