o re manwa
Singer:bollywood
ho. duniya saari choti zara padh gayi
badhte badhte main hadh se zara badh gayi
o re manwa chor zid karna
o re manwa chor zid karna
kyun main puliya banane lagi
woh maine chod ke kyun nadiya bichane lagi
kyun main jhumar banane lagi
chand chura ke kyun ghar main sajane lagi
aafat kaise yeh dekho kar gayi
pankh laga ke main chajje pe kyun chad gayi
o re manwa chor zid karna
o re manwa chor zid karna