ooo. gurpech hai rahein jeene ki
kismat ik tedhi baazi hai
tum haath pakad lo iraade ka
raah seedhi hai gar dil raazi hai
agar dil raazi hai. lagan ki baazi hai
o. hawayein dekh kar chalna
na mitti par kadam rakhna
agar dil raazi hai. agar dil raazi hai