maana ki haar ko chakkha hai
khone ko ab na kuch rakkha hai
taiyari dil se kar le tagdi
aa kass le aaj apni pagdi
woh to dher hai tu sher hai khunkhaar
jurratein saari aaj hai karni
unke ghar mein hi unko lalkaar
ab ke lad le jam ke ladai re sardar
ab ke lad le jam ke ladai re sardar
ab ke lad le jam ke ladai re sardar
ab ke lad le jam ke ladai re sardar
baazu mein teri hai poore watan ki taaqat
ho o o. ho o o. ho zakhmi sa dil ye hai karne chala baghawat
ho o o. ho o o. ghutno ke bal hai unko jhukana
jurratein saari aaj hai karni
unke ghar mein hi unko lalkaar
ab ke lad le jam ke ladai re sardar
ab ke lad le jam ke ladai re sardar
ab ke lad le jam ke ladai re sardar
ab ke lad le jam ke ladai re sardar