saari ki saari

Singer:raval, darshan

saari ki saari meri hai tu

tujhko kabhi na main baantun

kahunga jo main tumhe sunoge kya

rahoge na paas tum hamesha

har woh lamha

jisme tum ho

woh meri zindagi ho

saari ki saari meri hai tu

tujhko kabhi na main baantun

yun khushboo meri

hawaon mein mehsoos karna tum

likhe har lafz mere haathon se

use yaad rakhna tum

jab jab neend na aaye

meri yaad sataye

mujhe dil se pukaar lena

ehsaas banke tere paas rahu

bas mujhko dhoond lena

har woh lamha

jisme tum ho

woh meri zindagi ho

saari ki saari meri hai tu

tujhko kabhi na main baantun