saanson mein tujhe basaaya hai
tera suroor dil pe chhaaya hai
saanson mein tujhe basaya hai
tera surroor dil pe chaaya hai
kat'ta nahi waqt intezar ka. tere mere iqraar ka
lamha yahi to hai bas pyaar ka
veeraniyon se mujhko nikala
teri yaadon ne mujhko sambhala
saanson mein tujhe basaaya hai
tera surroor dil pe chhaaya hai
i don't know baby hai kiska kasoor
aaja tu aaja meri baahon mein
sir chadh gaya baby tera fitoor
wo o o o. jab se kiya tujhpe yaqeen
meri wafaa ko sahara mil gaya
dil ke falak ko sitaara mill gaya
saaye se tere lipta rahoon main
teri ragon mein ab to bahoon main
saanson mein tujhe basaaya hai
tera surur dil pe chhaaya hai