teesri manzil

divine

jaake puch apne baare mein

puch-puch apne baare mein

puch apne baare mein

puch-puch apne baare mein

puch puch. asli hai

o bole dharavi se karachi

rickshaw se ferrari

nusrat-e-kawali

har jaan deta salami

har

beat karta gulaami

ye flow kaatil sunaami

kisi ka bhi suna nahi

aur kisi ka bhi sunna nahi

vastav wala sanju baba

jhappi wala munna nahi

atmavishwash kisike pairoko chuma nahi

jo rastepe wo rastese koi guzra nahi

dekh bete

bas dekh bete

humko chhuna nahi. supari lenge chuna nahi

gali ko kabhi bhula nahi

shaane banke puche

album kahan divine ka?

samajhna beta main majorpe jo signed thaa

phir bhi diye gaane tujhko dilse

ab bhi pura gang khana khata mere billpe

chill re

aur kyuki usko kya batayega

gir bhi gaya tera bhai uthkar phir machayega

ek hi to insaan hai akela kitna khayega

jinke sapne tune tode

sapno me satayega

jayega

jaana hai to sabko darta sirf wo usse

aazma ke dekhle mujhko

aur jwala jalta mujhme

yakeen na hota khud par

ummeed hai sabko mujhse

latkaya aacha upar

jab pair jameen pe niche

par paiso ki laalach tujhko khinche

ae kisko pasand nahi note hai

par note-se nahi tolte langot hai

jab pariksha tab tere piche koi nahi tikta

main tujhe jaanta hoon

tu mera dost nahi dikhta hai

mushkil aur mera koi rishta hai

jo saanp bankar lipta hai

haan

jo divine bole likhta hai

wo asal street shiksha hai

jaake puch apne baare mein. aa gully ye gully wo

sab maarte hai chalang

jab free money bro

jo asal gully se

we don't need gully bro

soch hogi teri shaadi aur sheeds gully ho

wahi maal

wahi chaal

wahi baali

wahi gaal

aur gully ki madat karni to gully se nikal

tere bure kaam

gaari

abbako kabhi sambhal

apni chhoti behen ko

achhe school mein to dal

matt maan ye bawal bro

agar real g banna

a ghar ko sambhaal bro

mera pura ghar kamaal bro

a sach bolun mera sab kuch hard bro

ghar pe hai maa bro

chalne ke liye thar bro

peene ke liye maal bro

jeene ke liye saal bro

udne ke liye thaan bro

scene bemisaal bro

aake kabhi mujhe jaan bro

oh oh ohhh

aake kabhi mujhe jaan bro

oh oh ohhh

aake kabhi mujhe jaan bro

oh oh ohhh

teesri manzil

oh oh ohhh

puch apne baare mein

oh oh ohhh

Full Lyrics: teesri manzil - divine