tu hi tha

darshan raval

dil judaa hua

mili saza

jo zindagi se

tu chala gaya

yahin mila

jo bandagi se

meri haseen kainaat ka farishta

haan tu hi tha. haan tu hi tha. meri khushi meri chahaton ka rasta

haan tu hi tha. haan tu hi tha. bin tere jeena namumkin hua

laut aaye tu phir

rab se hai ye dua

tujhko zara bhool paana

mushkil bada dil ne jaana

gham saha jaaye na

yoon jiya jaaye na

mere ghumo mein woh sukoon ka gulistaan

haan tu hi tha. haan tu hi tha. meri khushi meri chahaton ka rasta

haan tu hi tha. haan tu hi tha.

Full Lyrics: tu hi tha - darshan raval