tum kahaan the

bollywood

ek haseena thi ek deewana tha

kya kahoon tum se kya zamana tha

har jagaah to ye afsana tha

ek haseena thi ek deewana tha

jab tuta tha tum se rootha tha

tum kahaan the.kahaan the.kahaan the

tum kahaan the.kahaan the.kahaan

tum kahaan the.kahaan the.kahaan the

tum kahaan the.kahaan the.kahaan

aansoo peete the tanhaa phirte the

tum kahaan the.kahaan the.kahaan the

tum kahaan the.kahaan the.kahaan

tum kahaan the.kahaan the.kahaan the

tum kahaan the.kahaan the.kahaan

khamosh ho gaya tha mera ye jahaan

us waqt hamsafar the jaane tum kahaan

kaise bayaan karoon apni mazbooriya

ek lamha mein huye milon ki dooriyan

jab tumko diya mera saath tha

tum kahaan the.kahaan the.kahaan the

tum kahaan the.kahaan the.kahaan

tum kahaan the.kahaan the.kahaan the

tum kahaan the.kahaan the.kahaan

duniya ki bheer mein

main tanha reh gaya

kyun khwaab aankhon ka

ashqon mein beh gaya

kyun chup hai ye zameen

kyun chup hai aasmaan

hum paas rehke bhi

hum paas hain kahaan

jab jee karta tha tumse milne ko

tum kahaan the

tum kahaan the. tum kahaan the

tum kahaan the. tum kahaan the.kahaan the.kahaan the

tum kahaan the.kahaan the.kahaan

tum kahaan the.kahaan the.kahaan the

tum kahaan the.kahaan the.kahaan

tum kahaan the

tum kahaan the. tum kahaan the

tum kahaan the.