woh lamhe woh baatein

Singer:atif aslam

woh lamhe

woh baatein

koi na jaane

thi kaisi raatein

hooo

barsaatein

woh bheegi bheegi yaadein

woh bheegi bheegi yaadein

na main jaanoun

na tu jaane

aa ah

kaisa hai ye mausam

koi na jaane

kahi se hai fizaa aayi

ghamon ki dhoop sang laayi

khafaa hogaye hum

judaa hogaye hum

woh lamhe

wo baatein

koi na jaane

thi kaisi raatein

hooo

barsaatein

woh bheegi bheegi yaadein

woh bheegi bheegi yaadein

ho.oo.oo

saagar ki

gehraayi se

gehra hai

apna pyaar

sehraoun ki

in hawaon me

kaise aayeee-gi bahaar

kahan se ye hawa aayi

ghataayen kaali kyoun chhaayi

khafaa hogaye hum

judaa hogaye hum

wo lamhe

wo baatein

koi na jaane

thi kaisi raatein

hooo

barsaatein

wo bheegi bheegi yaadein

wo bheegi bheegi yaadein

ho.oo.oo ho.oo.oo.oo

ho.oo.oo ho

ho ho ho

aa.aa.aa.ah